Artist : Kunal Ganjawala,Sunidhi Chauhan, Aryans,Shaan, Himesh Reshammiya,Alka Yagnik, K K
Album : 36 China Town
Tracks : 11
Rating : 9.4639
Released : 2006
Label : Unknown
Category : Hindi Movies
Aashiqui Mein Teri Lyrics -36 China Town
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 4
De de dil chaina town mein - 2
Hain kasam hain meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain
Tu meri bechaini tu hi meri raahat hain
Tu hi manjil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Chaina town - 2
(Main teri deewangi mein hadh se gujar chooka hoon
Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chooka hoon) - 2
Tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain
Tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain
Tu hi manjil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Chaina town - 2
(Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
Kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera) - 2
Tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain
Tu meri betaabi tu hi mera qaatil
Tu hi manjil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
De de dil chaina town mein - 2
Hain kasam hain meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 3