Ads Area

Baanwra Mann Lyrics from Chal Pichchur Banate Hain

Artist : Sunidhi Chauhan,ShaanKailash KherShreya GhoshalJaved AliSuraj JaganGaurav Dagaonkar 
Album : Chal Pichchur Banate Hain
Tracks : 5
Rating : 7.5000
Released : 2012
Label : Unknown
Category : Hindi Movies






Baanwra Mann Lyrics -Chal Pichchur Banate Hain
Dheeme se aa rahi hai sadaye aasman se
 Koi baat hai hai nazare bhi sare
 Khushnuma se dheeme se aa rahi
 Hai sadaye aasman se koi baat hai
 Hai nazare bhi sare khushnuma se
 Jaagi hai khwaishein pyaar ki hai barishe
 Udd chala hai kahin tezz jaise chale pawan
 Baanwra mann mann mann mann kuch na jaane
 Baanwra mann mann mann mann kyun na mane
 Life apne jinko dekhe ye nayan
 Ye toh bharna chahe bahon mein gagan
 Baanwra mann
 
 Khwabon ka shaher din ke har pehar
 Jaise bulaye mujhe chahe dil mera
 Le chalo wahan bin bataye main tujhe
 Har ghadi pyar ka ab toh mausam lage
 Pyar ban ke gata barse jaise sawan
 Baanwra mann mann mann mann kuch na jaane
 Baanwra mann mann mann mann kyun na mane
 Life apne jinko dekhe ye nayan
 Ye tho bharna chahe bahon mein gagan
 Baanwra mann
 
 Palkon ki dagar hui hai seher
 Khushiyon ka ek khat liye
 Dekhe ab jidher meri yeh nazar
 Jalti hai lakhon diye jago main raat bhar
 Ghar ki sapnon mein basar poori ho chahate
 Karta hai yeh sow jatan
 
 Baanwra mann mann mann mann kuch na jaane
 Baanwra mann mann mann mann kyun na mane
 Life apne jinko dekhe ye nayan
 Ye toh bharnaa chahe bahon mein gagan
 Baanwra mann ho baanwra mann - 2

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad