Artist : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Shaan, Alka Yagnik, Udit Narayan, Jayesh Gandhi
Album : Koi Aap Sa
Tracks : 10
Rating : 7.8125
Released : 2005
Label : T Series
Category : Hindi Movies
Bandh Mere Pairo Me Payaliya Lyrics - Koi Aap Sa
Album : Koi Aap Sa
Tracks : 10
Rating : 7.8125
Released : 2005
Label : T Series
Category : Hindi Movies
Bandh Mere Pairo Me Payaliya Lyrics - Koi Aap Sa
(Chudee pehan ke kabgan pehan ke
Jhumka pehan ke jhumar pehan ke) - (2)
O banwariya
Bandh mere pairo me payaliya - (3)
Dil meraa dil dol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o sawariya
Bandh mere pairo me payaliya - (3)
Dil meraa dil dol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya - (3)
Pyas jagee aisee anjanee, ishk me mai ho gayee divanee
Kho gaya mai kuchh hosh nahee hain, isame meraa dosh nahee hain
U are always on my mind o mahiya ve - (3)
Nas nas me ishk ghol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya - (3)
Din kat jaye rat dhale na, dhadkan pe koyee jor chale na
Tujhse hain milna bahut jaruree, abb toh sahee jaye na yeh duree
U are always on my mind o mahiya ve - (3)
Pyar naye par khol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o sawariya
Bandh mere pairo me payaliya - (3)
Chudee pehan ke kabgan pehan ke
Jhumka pehan ke jhumar pehan ke, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya - (6)
