Ads Area

Chamiya No. One Lyrics - Zilla Ghaziabad

Artist : Mika SinghSonu NigamSunidhi Chauhan,Sukhwinder SinghShreya GhoshalMohit Chauhan,Tulsi KumarMamta Sharma,Anupama Raag 
Album : Zila Ghaziabad
Tracks : 6
Rating : 8.4905
Released : 2013
Label : Unknown
Category : Hindi Movies





Chamiya No. One Lyrics -  Zilla Ghaziabad


 Main chamiya no one hoon
 Main chamiya item bum hoon
 Main jab bhi kamar hilaoon
 Main chamiya desi rum hoon
 Aisa nasha hoon jo chadh ke na utare
 Peene ko tarse deewane har din
 Jashan adhura jashan adhoora
 Jashan adhura hai chamiya ke bin - 5
 
 Chandi ka gire daam
 Main aisa damkta hoon sona
 Chalapa hun namak hoon main
 Chale mujh pe naa jadu tona
 Chal jaa dewane tu dikhana mujhe note
 Janu main to janu teri niyat mai hay khot
 Aisa nasha hoon jo chadh ke na utare
 Pine ko tarse deewane har din
 
 Jashan adhura jashan adhura
 Jashan adhura hai chamiya ke bin - 5
 
 Main chamiya no one hoon mai chamiya item boom hoon
 Mai sabki kamar hilaoon mai chamiya desi room hoon
 Raste se gujare to majnu bajate hai siti
 Mujhe jo na chak paye uski to kismat hai phuti
 Nind udaye chain udaye resham ki choli
 Naina mere daage tere seene pai goli
 
 Aisa nasha hai jo chadh ke na utare
 Peene ko tarse deewane har din
 Jashan adhura jashan adhura
 Jashan adhura hai chamiya ke bin - 5
 
 Main chamiya no one hoon
 Mai chamiya item boom hoon
 Mai sabki kamar hilaoon
 Mai chamiya desi room hoon
 Aisa nasha hoon chadh ke na utare
 Pine ko tarse deewane har din
 
 Jashan adhura jashan adhura
 Jashan adhura hai chamiya ke bin - 5
 Chamiya chamiya chamiya

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad