Ads Area

Ghabarake Darr Darr Ke Lyrics - Shaurya

Artist : Adnan SamiKunal GanjawalaSunidhi ChauhanAbhijeetUdit NarayanShahrukh Khan 
Album : Shaurya
Tracks : 6
Rating : 3.0000
Released : 2008
Label : Unknown
Category : Hindi Movies






Ghabarake Darr Darr Ke Lyrics from Shaurya


 (Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
 Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)
 Deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
 Jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
 Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
 Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
 
 Jindagaani ko samajh le khel tu, muskuraake mushkilo ko jhel tu
 Saari duniya mein nahi tujhsa koyi, tu anokha hai yaha, anmol tu
 (Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
 Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)
 
 Chaahe uss duniya mein tu jaaye kahin
 Haan julm se khaali nahi koyi jami
 Tu jo chaahe toh mita de julm ko
 Shart yeh hai tujhko ho khud par yakin
 (Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
 Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai) - (2)
 Deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
 Jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
 Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
 Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad