Ads Area

Hum To Mohabbat Karega Lyrics -Hum To Mohabbat Karega

Artist : Sonu Nigam,Sunidhi ChauhanAbhijeet,Kumar SanuSukhwinder SinghAlka Yagnik,Sudesh BhosleAnu Malik,Shraddha Pandit 
Album : Hum To Mohabbat Karega
Tracks : 8
Rating : 5.0000
Released : 2000
Label : Unknown
Category : Hindi Movies






Hum To Mohabbat Karega Lyrics from Hum To Mohabbat Karega


 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
 Us din se to yeh dil kahin lagta hi nahin
 Tabse haal kya hai kahu kya
 Dil hai deewana tumhara
 Karta bhi kya haaye bechara
 Dil hai deewana tumhara
 Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
 Tabse mera bhi dil kahin lagta nahi nahin
 Us din se na pucho hua kya
 Dil hai deewana tumhara
 Karta bhi kya haaye bechara
 Dil hai deewana tumhara
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Milte hi yaha to abhi se hulchul badhi hai jalta hai seena
 Haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena
 Milte hi yaha to abhi se hulchul badhi hai jalta hai seena
 Haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena
 Bura haal dono ka yaara
 Dil hai deewana tumhara
 Karta bhi kya haaye bechara
 Dil hai deewana tumhara
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 
 Rahi jo yahi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
 Abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
 Rahi jo yahi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
 Abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
 Dikhne laga din mein taara
 Dil hai deewana tumhara
 Karta bhi kya haaye bechara
 Dil hai deewana tumhara
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
 Us din se to yeh dil kahin lagta hi nahin
 Tabse haal kya hai kahu kya
 Dil hai deewana tumhara
 Karta bhi kya haaye bechara
 Dil hai deewana tumhara
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
 Hum to mohabbat karega hum to mohabbat

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad