Ads Area

Is Tarah Diwane Kyu Huye Lyrics from Insaan

Artist : Kunal Ganjawala,Sonu NigamSunidhi ChauhanShaanAlka YagnikUdit Narayan 
Album : Insan
Tracks : 9
Rating : 7.7500
Released : 2005
Label : Unknown
Category : Hindi Movies









Is Tarah Diwane Kyu Huye Lyrics from Insaan


 Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
 (Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam - 2) - (2)
 Ho sanam
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
 
 Tumne dard aye diya hai dil ko pahli bar
 Tumne dhadkano ko kiya yaar bekarar
 Tumpe chahte lutau mai to beshumar
 Lamha lamha maine kiya siraf tumse pyar
 Mujhse jane jana tum le lo koi bhi kasam
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam - 2
 Ho sanam
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
 
 Ho yara tumhari aashiki me aisa hai asar
 Rahane laga hu aajkal mai khud se bekhabar
 Chehara tumhara har jagha hi dhundati nazar
 Na kahi sakun hai na hai kahi sabar
 Bekhudi me aise kyu bahake ja rahe kadam
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam - 2
 Ho sanam
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
 Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
 Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam - 2

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad