Artist : Various, Adnan Sami, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Abhijeet, Anuradha Paudwal, Shaan, Alka Yagnik, Udit Narayan, Anu Malik
Album : Awara Pagal Deewana
Tracks : 7
Rating : 9.1250
Released : 2002
Label : Unknown
Category : Hindi Movies
Jise Hasna Rona Lyrics from Awara Paagal Deewana
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Ek pal ka milan is mein barson ki judaai hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Hote hai khafa rab se jag se lad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai
Jise khwaab sajana hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare