Ads Area

Sajna Se Milne Jana song Lyrics By sunidhi chauhan



 Divana dil divana, divana dil - (2)
 
 (Dil hai divana ek nahee mana
 Dil ko bada samjhana pada haye
 Sajna se milne jana pada haye) - (2)
 
 Dil divana ek nahee mana, dil ko bada samjhana pada
 Cham chama cham chama chama cham
 Jhanjhariya ko chhankana pada haye, sajna se milne jana pada
 Dil divana ek nahee mana, dil ko samjhana pada
 Cham chama cham chama chama cham
 Jhanjhariya ko chankana pada haye, sajna se milne jana pada...
 
 Laj mujhe roke hai prit mujhe khiche - (2)
 Chalee re chalee re mai toh ankhiyo ko miche - (2)
 
 Pyar kiya toh kiya sharmana
 Akhir ghunghta uthana pada haye
 Sajna se milne jana pada...
 
 Rutha huwa rab meraa maan ke na mane - (2)
 Nikalee hu mai toh mere piya ko manane - (2)
 Mushkil hai meraa laut ke jana
 Sajde me sar ko jhukana pada haye
 Sajna se milne jana pada...
 
 Dil divana ek nahee mana, dil ko bada samjhana pada
 Cham chama cham chama chama cham
 Jhanjhariya ko chankana pada haye, sajna se milne jana pada...
 
 Divana dil divana divana dil..... - (2)

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad