Ads Area

Tum Tana Na Na Na Full song Lyrics by sunidhi Chauhan

 
 
 
 
 
Oh saajan, oh jaane jaana, (humse hai yeh jamaana - 2)
 Ta thaiya ta thaiya ta thai - 2
 Ta thaiya ta thaiya........
 
 Tum tana na na na ta thaiya - 2
 Hum toh saajan teri hai chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 Aap ke sone mukhde ki - 2, hum hi toh hai do ankhiya ankhiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 
 Tum chaai ho toh hum pyaali hai, tum rail ho toh hum patri hai - 2
 Chhodo yeh nakhra jaane do, hat jaao hawa ko aane do
 Hai maamla fifty fifty ka, hum dono hai barabar
 Fifty nahin ho tum zero hai, dekho aaine mein jaakar
 Tum tana na na na ta thaiya - 2
 Hum to saajan teri hai chhaiya
 Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum to saajan teri hai chhaiya
 Ta thaiya ta thaiya................
 
 Bharte na maang tumhaari hum, reh jaati yuun hi kunwaari tum - 2
 Tumhe deke dahej kharida hai, aurat ne mard ko jeeta hai
 Kis kaam ki rahi hai aurat, ise paala hai mard ne
 Kyon bhul gaye tum raj kiya india pe indira ne
 Tum tana na na na ta thaiya - 2
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
 Tum tana na na na ta thaiya
 Hum toh saajan teri hai chhaiya
 Ta thaiya ta thaiya........

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad